Ye din bhi yaad rahenge. . .
Sawal jo uthe sabke, or jawab jo diye hamne, wo to alag baat thi,
jawab maine yahi kyu diya, fark man me uthe is sawal ka hota hai.
Jitne ke baad ki khusi ka to hame nahi pta,
lekin harne ke baad ka confidence bada kamal ka hota hai..
๐คจ๐คจ๐คจ๐๐๐๐๐ฃ๐ค๐ค
๐๐๐๐ค๐ค๐
Aaj takleef to bahut hui ki hamare sath hi aisa kyu hua-2,
na ki gyi mehnat kaam aayi or na hi maangi hui koi bhi duwa.
Duwa suni nahi us Rab ne isliye hm use bhi koste rahe,
jo manjar aankho me tha baar-baar usi ko Sochte rahe.
Halat kux aisi thi jaise aage kuaaa or piche khayii,
na kismat ne sath diya na hame kux diya dikhayi.
Lekin jab man hua halka to samajh aaya ki khel to hamara tha,
jo jisme achcha hai wahi aage ayega,
Janab ye haar-jeet to honi hi thi, to fir aage badho, aage ki socho,
ab kyu aisa behavior karo ki jaise hum par hi sari Saamat aayi.
๐๐๐๐๐๐๐๐
Dhalti shaam ke sath hare jarur hai magar subah fir ek nayi muskaan or ek nayi jeet ki hogi.......
๐๐๐๐๐๐๐๐๐๐
Aajad parinde kabhi hawaon ke jhoko se nahi darte.....
๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐ค๐คญ
๐คญ๐ค๐ค๐ค๐ค๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ๐คซ

No comments:
Post a Comment