Sunday, 22 March 2020

Kabhi to kuch socho.

KABHI TO KUCH SOCHO.

Kisne failayi ye wipda ,kaise aayi ye wipda ye mt puchiye.
A insaan smaran rakh apne wyaktitwa ko or in kathin paristhitiyo ki paheli ko boojhiye.

Janta kurfew to hmare hi bhale ki baat hai,
magar socho abhi bhi na jane kitne MAA ke Laal ghar se bahar hai.

Jara ek baar un desh ke jawano or medical staff ke bare me to sochiye.

🙏🙏🙏🙏🙏🙏

Ki hum to uljhe h in sansarik bandhano me_2
Magar desh ke RAKCHAKO ko desh ki hi ni balki is duniya ki na jane kitni paheliyo ko suljhana baki hai.

🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

JAI HIND JAI BHARAT.