Sunday, 24 November 2019

Dosti...

Dosti.. 
👭👭👭👭👯👯

Itna na satao hame ae dost teri yado ne hame ghayal sa kar diya h. 
Jab bola hi hai aane ko to thoda jaldi aa jao, tumhare intjaar ne hame pagal sa kar diya hai. 

Pagal hone ka gam nahi mujhe-2, kyuki samajhdari agar jyada ho to Risto me asar dalti hai. 
Man hi man na jane kitne malal palti hai. 

Malal to aa hi jata hai man me jab wiswash ki suiyaa sath ni hoti. 
Tumhari adat si ho gyi hai , rona aata hai agar tumse baat nahi hoti. 

Tumhari baton me aisa jadu hai ki na jane kaise ye chamatkar kar diya hai. 
Thode bhatke raha karte the ham , ab likhne lage hai itna samajhdaar kar diya hai.. 

☺☺😊
😜😜😜😜😜
🤝🤝🤝🤝🤝🤝🤝
👭👭👭👭👭👭👭👭👭

Dosti ki koi kitab nahi, 
dosti ka koi hisab nahi. 
Dosti to us kudrat se bhi hasi hai jiska koi Jawab nahi. 
Yu to hamne bahut log dekhe magar ajj kahti hu ki app jaise dost kahi lajawab nahi. . 

😊😊😊🤗🤗🤗🤗🤗🤗🥳🥳🥳🥳🥳🥳

Tuesday, 19 November 2019

Maa.. 🙏🙏

Maa.

Bas ek hi naam tha Jahen me, 
magar uske bare me sabne itna kux likha ki kux samjh ni Aya ki main kya likhu.  

Logo ne diya kabhi pawitra Ganga ka naam, or kux log kabhi geeta or Quran likhte hai. 

Lekin meri maa ka pyar itna bhi  aasan nahi ki likh sake maa ke bare me sab kux ye meri sasti kalam.. 

Isliye hum is kambakht kalam ko hi bejubaan likhte hai.. 

🙏🙏🙏🙏🙏